CSS Forums

CSS Forums (http://www.cssforum.com.pk/)
-   Urdu Poetry (http://www.cssforum.com.pk/off-topic-section/poetry-literature/urdu-poetry/)
-   -   Bait Baazi (http://www.cssforum.com.pk/off-topic-section/poetry-literature/urdu-poetry/2716-bait-baazi.html)

Muskan Ghuman Friday, March 03, 2006 04:08 PM

Yai To Waqt Kay buss Mai Hai Kay Kitni Muhlat dai
Wurna Bukhat Dulanay Mai Dair Kitni Lugti Hai......

"Yai"...again.:haha
its a request to all the participants to mention the last word in the end of the post...thanx

thinking Friday, March 03, 2006 04:28 PM

Yoon jaan di wafa main keh qatil tamaam umar
dil ki adalatoon main saza dhoondta raha

Muskan Ghuman Friday, March 03, 2006 04:37 PM

Ujray Huway Logu.n Sai Guraiza Na Huwa Ker...
Halaat Kii Kabrou.n Kay Yai Kutbay Bii Purha Ker
Hur Waqt ka Husna Tujay Burbaad na Ker dai...
Tunhaie Kay Lamhu.n Mai Kubii Ro Bii Lia ker....

Muskan Ghuman Friday, March 03, 2006 04:56 PM

Ruh-e-Hayat ho Sakay, Hamaray hak mein Dua karna..
Hamari to palat aati hain, Jayssay Ke SadayeeN....!

Muskan Ghuman Friday, March 03, 2006 06:49 PM

Nuram lafzou.n Sai Lug Jati Hain Chotai.n Uksar
Dosti Ik Nazuk Sa Hunar Hoti Hai..................

bait bazi kay usalu.n mai aik usool yai bii hota hai kay shir mieari honay chahia.n.....so plz all the participets r requested to post good Shair..thanx

Next word is again "Yai"

cooolideal Friday, March 03, 2006 08:01 PM

[QUOTE=Eram Khan][COLOR="DarkOrchid"]

Uskay Khuaboun say Aankh Churayee na Gayee...
Zindagii Or kissi Kam main , Layee na Gayee...
Aao Shabnam hi ki TaSeer,Kaleon say Pochain...
Barishoun say to Meri Piyas Bujhaye na Gayee...

[/COLOR][/QUOTE]

yahan to hum aaye the CSS ki tayyari k liey
ban gaye shaair in baikaar logon k liey :bow

Argus Saturday, March 04, 2006 06:35 AM

Nice.......

"Ye"
[SIZE=3]yehi acha hai ke aapas ke bharam naa tootney paaien
kabhi bhi dostoun ko azmaa ker kuch nahien miltaa

Next word is "Alf"[/SIZE]

Muhammad Adnan Saturday, March 04, 2006 11:38 AM

My Shair
 
[B][I][COLOR="Red"][SIZE="3"]Ous nay kaha tha apna banakar choron ga
PHir hoowa b youn ous nay apna banakar chor dia..

Last word Alif[/SIZE][/COLOR][/I][/B]

Eram Khan Saturday, March 04, 2006 11:56 AM

[COLOR="DarkOrchid"]
Oonchay Onchay Namoun ki Takhtiyan Jala DaiNaa...
Zulm Karney Waloun ki, Wardiyan Jala DaiNaa...
Mout Say Gar Dar Jao, to Zindagii Nahee Miltii..
Jang Jeet'na Chaahou.,to Kashtiyan Jala DaiNaa..
Phir Tumhain Bahuo Jalaanay ka Hak Pohonch'ta hay..!
Pehlay Apney Aangan ki BaiTiyaaN Jala DaiNaa....

[/COLOR]

Qurratulain Saturday, March 04, 2006 12:15 PM

ab k bichray tou shayad kkabi khwaboon mein milein
jaise sookhey huay phool kitaboon mein milein

Last word is "noon"


02:52 PM (GMT +5)

vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.