Meri pasand
Husan ko dil ma chupa kar dekho
dehaan ki samah jala kar dekho kya khabar koi dafina mil jaye koi deewar gira kar dekho fakhta chup ha bari der se kyun saroon ki sakh hila kar dekho kyun chaman chor dya khusboo na phool ka paas to ja kar dekho neher kyun so gai chalte chalte koi pather hi gira kar dekho dil ma betaab han kya kya manzar kabhi is sehar ma a kar dekho in andehroon ma kiran ha koi shab zado ankh utha kar dekho. poem by nasir kazmi. |
01:56 PM (GMT +5) |
vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.