|
Share Thread: Facebook Twitter Google+ |
|
LinkBack | Thread Tools | Search this Thread |
#1
|
|||
|
|||
"Tuj ko Pyar karti Hon"
Bura na maan agar "tuj ko pyar karti hon"
Gunah kon sa asa "main yar karti hon" Mari Khataon main mari samaj ka "nahi koi Dakhal" main jo bhi karti hon "baikhtiar karti hon" Tu kitnay pyar k qabil hay "Kya khabar muj ko" K main to jitna bhi mumkin hai "pyar karti hon" Wo ghair ho ya sajan"koi bhi ho magar us say" main tara tazkara "Dewana war karti hon" Khuda ki dunia se itni "mohabat nai hay shayad" Khuda k ik banday ko main "jitna pyar karti hon" (Parveen Shakir) |
The Following User Says Thank You to Shafique Malik For This Useful Post: | ||
Arain007 (Saturday, June 04, 2011) |
#2
|
|||
|
|||
Ay moj-e-hawa to hi bata
Wo dost hamara kasa hay!! Jo bhool chuka hay hamain kab se Wo jaan se pyara kasa hay! Kia us k jevan lamhon main? Koi lamha mara baqi hay! Kia us ki jagti ankhon main,,, mari yaad abhi bhi baqi hay? agar asa nahi to!!!tu hi bata,, hum yaad usay kun kartay han? wo hum se bichar kar khush hay agar! to pal pal hum kun martay han,,? Ay muj-hawa to hi bata????????? (Parveen Shakir)
__________________
ALL is WELL |
|
|
Similar Threads | ||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
wo khushbo bhiaja karti thi | sara soomro | Urdu Poetry | 1 | Tuesday, November 23, 2010 01:31 PM |
Galli Main Dard Ke Purze Talash Karti Thi | Last Island | Urdu Poetry | 1 | Friday, September 25, 2009 01:24 AM |
Kya pyar mein aissa hota hai | Princess Royal | Urdu Poetry | 0 | Sunday, June 22, 2008 09:37 PM |
Aur bhala kya karti hogi | Last Island | Urdu Poetry | 3 | Thursday, January 24, 2008 11:41 AM |
Pyar... | Eve | Urdu Poetry | 0 | Monday, December 03, 2007 08:50 PM |