tu kis k naam pe sehta raha saza ab tak ..........
[CENTER][B][SIZE="4"]Talaash bool rahi ha, nahi mila ab tak
jaha'n pukaar raha ha, Khuda Khuda ab tak har aik dard ko aadat bana liya dil ne bus aik hjr ka, aadi nahi huwa ab tak dimaagh aur thikano'n me'n ja basa kab se mgr ye dil k, mohabbat me'n hi raha ab tak sakoot chaar taraf ha, magar sakoon kaha'n dilo'n me'n ghol rahi ha, koi sada ab tak ye poochti ha bashar se, faluk ki khamoshi tu kis k naam pe sehta raha saza ab tak mera nahi to wo phr, kis ka khuab tha "Naiyar" jo meri aankh ko deta raha sada ab tak [/SIZE][/B][/CENTER] |
10:55 PM (GMT +5) |
vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.