CSS Forums

CSS Forums (http://www.cssforum.com.pk/)
-   Urdu Poetry (http://www.cssforum.com.pk/off-topic-section/poetry-literature/urdu-poetry/)
-   -   Mashqu-e Sukhan..... (http://www.cssforum.com.pk/off-topic-section/poetry-literature/urdu-poetry/56679-mashqu-e-sukhan.html)

alphabravo Saturday, November 19, 2011 06:18 PM

Mashqu-e Sukhan.....
 
Salaam ,

Is site per MashaAllah kaee aise members hain jo ashaar kahte hain ya kahna chahte hain...

Maine ek matla ek sher aur maqta likh raha hun(naat k rang mein to begin with)....

aap hazrat se guzarish hai ke beech k ashaar (apne ashaar) kah ker irsaal karein ..................

[COLOR="Magenta"]Meri kamiyon ka tamaasha nahin hone deta
Mera Maula mujhe ruswa nahin hone deta

dil mein ek noor jaga deta hai ishqu-e Ahmad(saw)
shirko baatil ka andhera nahin hone deta

...........................................................
..............................................................



Hai mujhe apne gunahon kee khabar ai Sharib
koee to hai jo izaafa nahin hone deta[/COLOR]

Farrah Zafar Saturday, November 19, 2011 11:07 PM

[size="5"][center][quote=alphabravo;374609]salaam ,

is site per mashaallah kaee aise members hain jo ashaar kahte hain ya kahna chahte hain...

Maine ek matla ek sher aur maqta likh raha hun(naat k rang mein to begin with)....

Aap hazrat se guzarish hai ke beech k ashaar (apne ashaar) kah ker irsaal karein ..................

[color="magenta"]meri kamiyon ka tamaasha nahin hone deta
mera maula mujhe ruswa nahin hone deta

dil mein ek noor jaga deta hai ishqu-e ahmad(saw)
shirko baatil ka andhera nahin hone deta

...........................................................
..............................................................



Hai mujhe apne gunahon kee khabar ai sharib
koee to hai jo izaafa nahin hone deta[/color][/quote]

بہت اچھا قدم اٹھا یا آپ نے ۔اک درخواست ہے کہ اردو میں ٹائپ کیا کریں ورنہ مزہ نہیں آتا

میری ادنیٰ سی کوشش پیش خدمت ہے


شاخ دل پہ کھلتا ہے گلاب نسبت

کسی کا ، تیرے سوا نہیں ہونے دیتا


حوصلہ افزا ہے فقط نام ہادی

اک یہ ہی شکستہ پا نہیں ہونے دیتا


شاخ دل ، گلاب نسبت ، نام ہادی ان کے درمیان زیر پڑھی جاۓ
[/center][/size]

alphabravo Wednesday, November 30, 2011 04:43 PM

Thank you Farah,

I am not getting time to visit and spare time for this site....InshaAllah as soon as possible I will be back.

Wassalam


05:11 PM (GMT +5)

vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.