Wafa ruswa nahin karna
[B][COLOR=Black]wafa ruswa nahin karna
kabhi aisa nahin karna main pehlay hi akeli hoon mujhe tanha nahin karna meri inn jheel aankhon mein kabhi sehra nahin karna judaai bhi jo aaye to dil maila nahin karna bohat masfoor ho jaana mujhe socha nahin karna bharosa bhi zaroori hai magar seb ka nahin karna muqadar phir muqadar hai koi duaa nahin karna jo likha hai wohi ho gha kabhi shikwa nahin karna haqeeqat hai milan apna ussey sapna nahin karna wafa ruswa nahin karna suno! aisa nahin karna[/COLOR][/B] |
01:10 AM (GMT +5) |
vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.