Kuch is tarah se izhaar ka andaz mil gay
Kuch is tarah se izhaar ka andaz mil gay
Main kashmakash mein tha Woh talabgar ban gaya Yeh sochtay sochtay guzri tamam shab Woh jub gaya, kya main koi sawal ban gaya? Uski tamam koshishon pey naz hai mujhe Main kal tha kya aur aj kya se kya ban gaya Who harf harf sach hai dil manta hai usay Main lamha lamha uska talabgar ban gaya Woh chand roshni sa khila angan main meri Aur sara shehar us ka paristar ban gaya Main hun Woh hai aur us kay nayab lafz….! Lagta hai jese uski gazal mera jahan bun gaya Main khush hun jese Bad E Saba aj hai meri Us k tamam lafzo ka jese chamanzar ban gaya |
02:24 PM (GMT +5) |
vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.