Main apni khuahishon main
main apni khuahishon main bas tumhain hi yaad karta hoon
sadaien jab bhi daita hoon tumhain faryaad karta hoon tere aik baar kehne pe main duniya chod jaoon ga tere aik harf pe main zindagi barbad karta hoon bas aik kone main baithe mera har din guzarta hai main teri yaadon se ais ghar ko bhi aabad karta hoon ghalat bayani hai teri hamare dil se niklo ge nikal sakte ho to jao tumhain aazad karta hoon... |
09:57 PM (GMT +5) |
vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.