Thursday, April 18, 2024
06:09 PM (GMT +5)

Go Back   CSS Forums > Off Topic Section > Poetry & Literature > Urdu Poetry

Reply Share Thread: Submit Thread to Facebook Facebook     Submit Thread to Twitter Twitter     Submit Thread to Google+ Google+    
 
LinkBack Thread Tools Search this Thread
  #1  
Old Thursday, May 17, 2007
Sureshlasi's Avatar
Senior Member
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason: Best Moderator Award: Awarded for censoring all swearing and keeping posts in order. - Issue reason: Best ModMember of the Year: Awarded to those community members who have made invaluable contributions to the Community in the particular year - Issue reason: For the year 2007Diligent Service Medal: Awarded upon completion of 5 years of dedicated services and contribution to the community. - Issue reason:
 
Join Date: Mar 2006
Location: پاکستان
Posts: 2,282
Thanks: 483
Thanked 3,082 Times in 760 Posts
Sureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to all
Default Ghazals

Tumhain Dillagi bhool jani pare gi
MOhabbat Ki Raahoon Main AA ker Tu dekhoo

Tarpene pe mere phir tum hassoo gee
Kabhi dil kisi se laga ker dekhoo

Hontoon ke paas aye hansii , kia majaal hai
Dil ka maamlaa hai , koi dilagi nahi

Zakhm Pe Zakhm , Haar ke Jeet
Apne lahoo ke ghunt pe
Aha naa ker Labhoon ko See
Ishq hai DIllagi naahi

Kuch khail nahi hai ishq ki laag ,
Pani Naa samjhe yeh Aag hai aag

Khub Roolaye gi Yeh Lagi Dil ki
Khel Samjho Naa Dil lagi dil ki..

YEh ishq nahi AAsaan , Bas itna samjhe lege
Ek Aag ka daryaa hai Aur Dhoob ke jana hai

Wafaoun ki hum se Tawakoo nahi hai...
Maghar Ek baar Azmaa Ker Tu dekhoo
Zamane ko apna banna ker tu dekhaa
Humain bhi tum apna bana ker tu dekhoo

Shab-e-wasal bhi hai Hijab isse qader kyun
Zara rookh se anchaal uthaa ker tu dekhoo

Jafain boht ki , boht zulm dayeee
Kabhi Ek Naghaye karam isse taraf bhi

Humesha howe dekhe ker mujhe ko barham
kisi din zara muskara ker tu dekhoo

Jo Ulfat her ek sitaam hai ghawara
Yeh sab kuch hai passe wafa tum se warna

Agharchee kisi baat per woh khafa hain
Tu acha yahi hai , tum apni si karloo

Tumhain dillagi bhool jani PAregi
Mohabbat ki raahoon main aaker tu dekhoo


Nusrat Fatah Ali Khan
__________________
ஜ иστнιπg ιš ιмթΘรรιвlε тσ α ωιℓℓιиg нєαят ஜ
Reply With Quote
The Following User Says Thank You to Sureshlasi For This Useful Post:
Faryal Shah (Sunday, September 21, 2008)
  #2  
Old Thursday, May 17, 2007
Sureshlasi's Avatar
Senior Member
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason: Best Moderator Award: Awarded for censoring all swearing and keeping posts in order. - Issue reason: Best ModMember of the Year: Awarded to those community members who have made invaluable contributions to the Community in the particular year - Issue reason: For the year 2007Diligent Service Medal: Awarded upon completion of 5 years of dedicated services and contribution to the community. - Issue reason:
 
Join Date: Mar 2006
Location: پاکستان
Posts: 2,282
Thanks: 483
Thanked 3,082 Times in 760 Posts
Sureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to all
Default Phir se mausam baharoon ka anne ko hai

Phir se mausam baharoon ka anne ko hai
Phir se raangeen zamana badal jaye gaa
Ab ki baz mein charagein saja lein ge hum
Yeh bhi arman dil ka nikal jaye gaa


Ap ker dein jo mujhe per naghae karam
Meri Ulfat ka reh jaye gaa kuch barhaam
Youn fasana tu mera rahe ga wahi....
Sirf Unwaan usse ka badal jaye gaa


Pheekhe pheekhe si kyun shaam-e-mekhana hai
Lutf-e-saaghi bhi kaam , khali pemana hai..
Apni nazroonn hi se kuch pila dijeyee
Rang mehfil ka khud hi badal jaye gaa


Mere mitne ka unko zara ghum nahi
Zulf bhi raanghe dost barham nahi..
Apne hoone naa hoone se hota hai kiya
KAam dunya ka youn hi chaal jaye gaa


Apne dil jo zahid ka tooda tu kiya
Apne usse ki dunya ko choora tu kiya
Apne itne tu aakhir pareshan naa hoon
Woh sambhal ke sambhal ke sambhal jaye gaa
__________________
ஜ иστнιπg ιš ιмթΘรรιвlε тσ α ωιℓℓιиg нєαят ஜ
Reply With Quote
The Following User Says Thank You to Sureshlasi For This Useful Post:
Faryal Shah (Sunday, September 21, 2008)
  #3  
Old Friday, May 18, 2007
nazia niazi's Avatar
Senior Member
 
Join Date: Nov 2005
Posts: 199
Thanks: 21
Thanked 18 Times in 12 Posts
nazia niazi is on a distinguished road
Default

gharcha dushwar thi mashai
marham hone lagi tanhai

dar tha har koi haar na jaye
hum ne agar khud per fhata paai

Munjamed har labon per hurf_e_duaa
raha main kho gai pazi raii

hum ne shara lahu se sicha hai
hai gul rang abala paii

Ishq ka raaz ishq lahasil
katni ghari mili ye ochaii

pahlye likha gaya iikhtetaam
Zindagi phir wajood main aai
__________________
Main Ishq_e_kaainat main zanjeer hu sakoon
Mugh ko Hisar-e_zaat k Shar say Rehai day !

-------------------------------------------

Nazia Niazi
Reply With Quote
  #4  
Old Saturday, May 19, 2007
Last Island's Avatar
Royal Queen of Literature
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason: AppreciationBest Moderator Award: Awarded for censoring all swearing and keeping posts in order. - Issue reason: Best ModGold Medal: Awarded to those members with  maximum number of  reputation points. - Issue reason: For the year 2007, 2008, 2009, 2010, 2011Member of the Year: Awarded to those community members who have made invaluable contributions to the Community in the particular year - Issue reason: 2008Diligent Service Medal: Awarded upon completion of 5 years of dedicated services and contribution to the community. - Issue reason: More than 5 years of dedicated servicesModerator: Ribbon awarded to moderators of the forum - Issue reason:
 
Join Date: May 2005
Location: Forest of Fallen Stars
Posts: 7,585
Thanks: 2,427
Thanked 15,848 Times in 5,006 Posts
Last Island is headed toward stardomLast Island is headed toward stardomLast Island is headed toward stardomLast Island is headed toward stardomLast Island is headed toward stardomLast Island is headed toward stardomLast Island is headed toward stardomLast Island is headed toward stardomLast Island is headed toward stardomLast Island is headed toward stardomLast Island is headed toward stardom
Default Phir se mausam baharoon ka anne ko hai 2

Tum tasalli na do sirf bethay raho
Waqt mernay ka kuch meray tul jaye ga
Kia yeh kum hai ke maseeha ke rehnay say
Maut ka bhi irada badal jaye ga.

Phool kuch is tarha tor aey baghbab
Shaks hilnay na paye, na aawaz ho
Werna gulshan main ronaq na phir aaye gi
Dil agar her kali ka dehel jaye ga.

Apnay perday ka rakhna ho gar kuch bharam
Saamnay ana jana munasib nahin
Dil-e-wehshi say yeh chaiRh achi nahin
Kia karo gee agar yeh machal jaye ga.

Mera daaman to jal hi chuka hai magar
Aanch tum per bhi aaye to rona nahin
Meray aanso na poncho khuda kay liye
Werna daaman tumhara bhi jal jaye ga.
__________________
The Me you have always known, the Me that's a stranger still.
Reply With Quote
The Following User Says Thank You to Last Island For This Useful Post:
Faryal Shah (Sunday, September 21, 2008)
  #5  
Old Saturday, May 19, 2007
Waseemtabish's Avatar
Senior Member
 
Join Date: Oct 2006
Location: Bhakkar
Posts: 646
Thanks: 735
Thanked 702 Times in 333 Posts
Waseemtabish is a jewel in the roughWaseemtabish is a jewel in the roughWaseemtabish is a jewel in the roughWaseemtabish is a jewel in the rough
Default

Poochnay waalay
Tujhay kaysai batain aakhir
dukh ibarat to nahin likh kar bhaijain
ya kahani bhee nahin jo sunain tujh ko
na hee baat hi aisi kay bataain tujh ko
zakhm ho to taray hathoon kay hawalay kar daina
aaina bhi to nahin hay kay dikhain tujh ko
too nay poocha hai magar kaisay bataain tujh ko
yay koi raaz nahin, jisko chupain to wo raaz
kabhi chahray, kabhi aankhon say chilak jaata hai
jaisay aanchal ko, sunbhalay koi aur taiz hawa
jab bhi chalti hai to shanoon say dhalak jaata hai
ab tujhay kaysay batain kay humain dukh kya hai
poochnay waalay tujhay kaisay bataain aakhir
dukh to mahsoos hooaaa krta hai
chahay tara dukh ho kay mara dukh ho
aadmi wo hai jisay jeetay jee
sirf apna hi nahin sub ka dukh ho
chaak ho jaay jo hawas kay hathon
jaamaay ishq dobara to nahin silta hai
aasmaan mari zameenoon pay jhuka hai laikin
taara aur mara sitarahi hee nahin milta hai
__________________
~It is possible to fail in many ways...while to succeed is possible only in one way.~
Reply With Quote
  #6  
Old Saturday, May 19, 2007
Waseemtabish's Avatar
Senior Member
 
Join Date: Oct 2006
Location: Bhakkar
Posts: 646
Thanks: 735
Thanked 702 Times in 333 Posts
Waseemtabish is a jewel in the roughWaseemtabish is a jewel in the roughWaseemtabish is a jewel in the roughWaseemtabish is a jewel in the rough
Default

another

BY NASIR KAAZME....

Dil main aur tou kya rakha hai
Tera dard chhupa rakha hai
Itnay dukhon ki tayz hawa main
Dil ka deep jala rakha hai
Dhoop say chehron nay dunya main
Kya andhera macha rakha hai
Is nagri k kuch logon nay
Dukh ka naam dawa rakha hai
Wada e yaar ki baat na chairro
Yeh dhoka bhi khaa rakha hai
Bhool bhi jao beetii baatein
In baaton main kya rakha hai
Chup chup kyun rehtay ho NASIR
Yeh kya roug laga rakha hai!!!!!
__________________
~It is possible to fail in many ways...while to succeed is possible only in one way.~
Reply With Quote
  #7  
Old Saturday, May 26, 2007
Sureshlasi's Avatar
Senior Member
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason: Best Moderator Award: Awarded for censoring all swearing and keeping posts in order. - Issue reason: Best ModMember of the Year: Awarded to those community members who have made invaluable contributions to the Community in the particular year - Issue reason: For the year 2007Diligent Service Medal: Awarded upon completion of 5 years of dedicated services and contribution to the community. - Issue reason:
 
Join Date: Mar 2006
Location: پاکستان
Posts: 2,282
Thanks: 483
Thanked 3,082 Times in 760 Posts
Sureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to all
Default Har taraf her jaga beshumar admi

Har taraf her jaga beshumar admi
Phir bhi tanhayoun ka shikar admi

Subha se sham tak, bhooj dhoota hoa
Apni hi lash ka khud mazaar admi
Phir bhi tanhayoun ka shikar admi
Har taraf her jaga beshumar admi

Har taraf bhagte dhoorte raastee
Har taraf admi ka shikar shikar admi
Phir bhi tanhayoun ka shikar admi
Har taraf her jaga beshumar admi

Rooz jheeta hoa , Rooz marta hoa
Her naye din naya intazzaar admi
Phir bhi tanhayoun ka shikar admi
Har taraf her jaga beshumar admi

Zindagi ka mukadaar safar dar safar
Akhri saanse tak bekarar admi
Phir bhi tanhayoun ka shikar admi
Har taraf her jaga beshumar admi
__________________
ஜ иστнιπg ιš ιмթΘรรιвlε тσ α ωιℓℓιиg нєαят ஜ
Reply With Quote
  #8  
Old Saturday, May 26, 2007
A Rehman Pal's Avatar
Senior Member
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason:
 
Join Date: Feb 2007
Location: Karachi
Posts: 163
Thanks: 41
Thanked 41 Times in 22 Posts
A Rehman Pal is on a distinguished road
Default

Pathar bana diya mujhay ronay nahee diya
daaman bhee teray gham may bhigonay nahee diya

tanhaeeyan tumhara pata poochtee raheen
shab bhar tumhari yaad nay sonay nahee diya

dil ko tumhari yaad k aansoo azeez thay
duniya ka koi dard samonay nahee diya

nasir yoon uss ki yaad chali haath thaam k
mailay may iss jahan k khonay nahee diya
__________________
REBEL
Reply With Quote
  #9  
Old Saturday, May 26, 2007
A Rehman Pal's Avatar
Senior Member
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason:
 
Join Date: Feb 2007
Location: Karachi
Posts: 163
Thanks: 41
Thanked 41 Times in 22 Posts
A Rehman Pal is on a distinguished road
Default

hamara dil saweray ka sunehri jaam ho jaaye
charaaghoun ki terha aankhain jalain jab shaam ho jaaye

kabhi tau asmaan say chaand utray jaam ho jaaye
tumharay naam ki ek khoobsoorat shaam ho jaaye

ajab halaat thay yoon dil ka soda ho gaya aakhir
mohabbat ki hawailee jiss terhaa neelam ho jaaye

samundar k safar may iss terha awaaz day hum ko
hawaain taizz aur kashteeyoun may shaam ho jaaye

mujhay maloom hay iss ka thikana phir kahan ho ga
parinda aasman choonay may jab nakaam ho jaaye

ujaalay apni yaadoun k hamaray saath rehnay do
na jaanay kiss gali may zindagi ki shaam ho jaaye
__________________
REBEL
Reply With Quote
  #10  
Old Sunday, May 27, 2007
sanam's Avatar
Member
Qualifier: Awarded to those Members who cleared css written examination - Issue reason: CE 2010 -
 
Join Date: Jul 2006
Posts: 75
Thanks: 58
Thanked 62 Times in 33 Posts
sanam will become famous soon enough
Default

Muhabat ki jhuti adaon pe sahib
jawani lutanai ki koshish na kerna
Barai bamurawat hain ya husan valai
Kahin dil laganai ki koshish na kerna


Muhabat to ha ik kagaz ki nao
udher behti ha jis taraf ho bahao
Nazer ka bhanwar ma na tum doob jao
nighain milana ki koshish na kerna


Taher jao ankho ma thora sa dam ha
tumha dakh lain verna hasrat rahai gi
banata raha ho humain zindagi bher
mager ab banana ki koshish na kerna


sitam ger sa ha jo sitam ki shikayat
na hum kr saka hain na hum kr sakain gain
Mara ansuo tm mara sath dana
Unha khuch batana ki koshish na kerna


Hansi ati ha apni berbadion per
na yu piyar sa dakhiya banda perwer
mara dil ka zakhmo ko neend a gyi ha
inha tum jagana ki koshish na krna
Reply With Quote
Reply

Thread Tools Search this Thread
Search this Thread:

Advanced Search

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off
Trackbacks are On
Pingbacks are On
Refbacks are On


Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Mirza Ghalib - A creative Biography sibgakhan Urdu Literature 0 Monday, January 23, 2006 01:25 PM
Ghazal for Dummies: Beginner's Guide Babban Miyan Ding Dong Urdu Literature 0 Saturday, December 03, 2005 07:29 AM


CSS Forum on Facebook Follow CSS Forum on Twitter

Disclaimer: All messages made available as part of this discussion group (including any bulletin boards and chat rooms) and any opinions, advice, statements or other information contained in any messages posted or transmitted by any third party are the responsibility of the author of that message and not of CSSForum.com.pk (unless CSSForum.com.pk is specifically identified as the author of the message). The fact that a particular message is posted on or transmitted using this web site does not mean that CSSForum has endorsed that message in any way or verified the accuracy, completeness or usefulness of any message. We encourage visitors to the forum to report any objectionable message in site feedback. This forum is not monitored 24/7.

Sponsors: ArgusVision   vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.