Friday, March 29, 2024
08:42 PM (GMT +5)

Go Back   CSS Forums > Sindh Public Service Commission > SPSC Other Examinations > Past Papers

Reply Share Thread: Submit Thread to Facebook Facebook     Submit Thread to Twitter Twitter     Submit Thread to Google+ Google+    
 
LinkBack Thread Tools Search this Thread
  #1  
Old Saturday, December 01, 2012
imran memon's Avatar
Senior Member
 
Join Date: Sep 2007
Location: Islamabad
Posts: 192
Thanks: 46
Thanked 86 Times in 58 Posts
imran memon is on a distinguished road
Default need SPSC Lecturer Urdu Past Paper

Salam fellows , I need SPSC Urdu lecturer Past paper plz if some one has kindly post it here. thanks in advance
__________________
wa tu izzu man tashaa, wa tu zillu man ta shaa....
No one rises suddenly in the world, not even the sun.
Reply With Quote
  #2  
Old Thursday, June 27, 2013
Junior Member
 
Join Date: Jun 2013
Posts: 4
Thanks: 0
Thanked 1 Time in 1 Post
MuhammadMuneer5 is on a distinguished road
Default PPSC LECTURER URDU PAPER.mcqs

1-begmaat k aansoo kis ki tasneefhay?
2-firdos e barein (novel) main kis k bary main zikar hay.
3-nukaat e shura kis ki tasneef hay.
4-Mir taqi mir ki tasneef konsi hay,
5-mujhay merey dosto say bachaou kis ka afsana hay,
6-buza khafsh k maani ?
7-daman tar hona kin maeno main istemaal howa hay,
8-fail machana kin mano mainistemal howa hay,
9-rekhti k maani?
10-robaae main kitnay shair hotayhain
11- hiko main kitnay shair hotay hain,
12-sanat main kitnay shair hotay hain,
13-qita main kitnay shair hotay hain,
14-Farhag e Asfia kis ki tehreer karda hay,
15-Panj ahang ka musanif kon hay,
16-ibn e insha, yousfi, main konsi qadar mushtarik hay,
17-miti ka dia kis ki tasneef karda kitab hay,
18-Roshnaaii kis ki tasneef karda kitab hay,
19-mehr neemroz main ghalibnay kis k baray main likha hay,
20-Gubar e khatir kis tarah ki tasneef hay,
21- Soz e watan kis ki tehreer karda hay,
22-Khuda e sukhan kisay kehtay hain,
23-Khuwaja mir dard or khuwaja hasan nizami main kiya qadar mushtarik hay,
24-Separa e Dil main kis qismk mazameen miltay hain,
25-shair ka qafia pocha geya
26- shair ka radeef pocha geya
27- shair k khaliq ka naam pocha geya,
28-Mir ANEES or Mir Dabeer nay jo marseye likhay wo kisshakal mainthay makhmas ya musadas,
29-j.platts or sheakspare nay urduadab main kiya aehmkam kiya,
30-Majalis e nisaa ka adeeb kon hay,
31- teen main na teera main hona,kiya maani deta hay
32-sheen qaaf durst hona kamatlb,
33-konsi sinf e adab ghazal k qareeb tareen hay
34-shaaair k kalaam ko parakhnayk liy konsi sinf hamesha aehm rahi hay
35-nazm dar nazm konsi nazm hoti hay,
36-taraqe pasand tehreek main shamil afsana nigaar ka naam,
37-jogan kis shaair ki nazm hay,
38- konsay shair SHAIR KASHMIR k tor pay janay jatay hain,
39-iqbal ki kitab BANG E DARAka debacha kis nay likha,
40- konsay shair hain jo farsi k shair hain,
41-ghalib k khatot pay mushtamil konsi kitab hay,
42- Fasana e ajaib kahan likhi gai
43-mazdoro ka shair kisay kehtay hain,
44-raaeesul aehraar kis shair ko kaha geya,
45-hali nay kaha hay k shairik liy sab say behter sinf konsi hay,
46.punj ahang kis k khtot ka majmoa hy?
47.Molana qadir girami jo IQBAL k dost thy ?kis kis zuban me shairi krty thy?
48.Ankhein sufeed hona, kin mano mein istamal hota hy?
49.mahawra me lafz apny haqeqi mano me istamal hota hy ya majazi mein?
50.Rozmra me lafz apny haqeqi mano mein istamal hota hy ya majazi mano mein?
51.Fakhta urana k mani kia hy?
52.¡±shahnama islam ¡°kis formme hy?
53.Taraqi psnd tehreek k roh.e.rawan kon thy?
54.Rubai ,hiko,sanet mein kitny misray hoty hein? (sheir nhi misray pocha gia tha)
55.¡±elan.e.jungdour-e-hazir k khilaf¡± kis kitab k shro me likha hy?
56) Kis ne first time Zinda Dilan e Lahore Ki term istemalki thi?
57) SePara-e-Dil ki Khasoosiat?
58) Musawar-e-Mashriq?
59) Shoki e tehreer kis ki tasneef hai?
60) Last pe Jo qita tha us k poet kon thay?
61) Kon se nasr ghazal lagti hai?
62) Iqbal ki kis book ma Doray hazar kay khilaf elan jang ka elan kia?
63) sheakspear, platto and felan ne urdu k liay kia kia?
64.meer taqi meer ne kha wafat pai?
65.ks shair ko mazdoor shairkhtyhain?
66.ks ko rayes e ahrar kha jata ha?
67.ankhain safaid ho jana ka matlb ha?
68.sabaz qadam hona ka matlb ha?
69.allama iqbal ki pehli kitab ka kia nam tha?
70.allama iqbal ki ks kitab main urdu or farsi shairi mojood ha?
71.rikhti se kia muraadd ha?
72.meer taqi meer ki kitab ka kia nam ha?
73.rubaee or qataa main kitny ishar hoty hhain?
74.sonit or hayko se kia murad ha?
75.bahadur shah zafar ka ustad kon tha?
76.hali ks sanif shairi ko psnd krtyhain?
77.allma iqbal ki ks nazam ko un ka hasil e qalam kha jata ha?
78.radeef or qafia kia hota ha?
Reply With Quote
The Following User Says Thank You to MuhammadMuneer5 For This Useful Post:
Rameen farooqi (Friday, September 09, 2016)
Reply

Thread Tools Search this Thread
Search this Thread:

Advanced Search

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off
Trackbacks are On
Pingbacks are On
Refbacks are On


Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
History of Urdu Literature sara soomro General Knowledge, Quizzes, IQ Tests 0 Monday, September 28, 2009 06:44 PM
Can Urdu become the language of the internet? Usman Naseer Computers and Technology 0 Saturday, June 28, 2008 12:46 PM
Urdu Newspapers Qurratulain Journalism & Mass Communication 0 Sunday, April 23, 2006 10:26 PM
All about Islamiyat(DMG Officer)-Recommended Argus Islamiat 0 Monday, March 07, 2005 11:43 AM


CSS Forum on Facebook Follow CSS Forum on Twitter

Disclaimer: All messages made available as part of this discussion group (including any bulletin boards and chat rooms) and any opinions, advice, statements or other information contained in any messages posted or transmitted by any third party are the responsibility of the author of that message and not of CSSForum.com.pk (unless CSSForum.com.pk is specifically identified as the author of the message). The fact that a particular message is posted on or transmitted using this web site does not mean that CSSForum has endorsed that message in any way or verified the accuracy, completeness or usefulness of any message. We encourage visitors to the forum to report any objectionable message in site feedback. This forum is not monitored 24/7.

Sponsors: ArgusVision   vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.