CSS Forums

CSS Forums (http://www.cssforum.com.pk/)
-   Past Papers (http://www.cssforum.com.pk/sindh-public-service-commission/spsc-other-examinations/past-papers/)
-   -   Urdu Lecturer paper 01/01/2014 (http://www.cssforum.com.pk/sindh-public-service-commission/spsc-other-examinations/past-papers/88881-urdu-lecturer-paper-01-01-2014-a.html)

villian Wednesday, January 01, 2014 06:36 PM

Urdu Lecturer paper 01/01/2014
 
can someone upload urdu lecturer test paper so that we can discuss answers here

villian Wednesday, January 01, 2014 07:03 PM

I mean the urdu lecturer test held today on 01/01/2014

IRRAJ Thursday, January 02, 2014 11:05 AM

Ghalib ka sann e pedaish?
zikr e ghalib kis ki tasneef hy hy?
urdu ka rishta sindhi se kisne jorha?
meer hasan ke tazkare ka naam?
oud e hindi snaf ke lihaaz se kia hy?
allama iqbal anjuman himayat islam ke sadar kb bne?
iblees ki majlis e shoora ka mozu kia hy?
ketharsis ka nazarya kisne dya?
wajudiat ka nazarya kisne dya?
tehlli nafsiat ka kisne dya?
albayan kiski tasneef hy?
khatoot e ghalib kisne murattab kiye?
buteeqa kiski tasneef hy?
hindi lisanyaat kiski tasneef hy?
dastan zubaan urdu kiski tasneef hy?
urdu sarf o nahav kiski tasneef hy?
bang e dara ka deebacha kisne likha?
alhilaal kisne jari kiya?
umrao jaan ada novel kb shaya hua?
taraqqi pasand tehreek ki pehli confrnce ka khutba sadarat kisne parha?
pakistan me urdu ka masla kiski tasneef hy?
J.H Tylor ka talluq kis college se tha?
meera jee ka talluq kis adbi tehreek se tha?
illiat ke kitne mukhrij hen?
istiara, mujaz mursil, kinaya kis ilm me hy?
koi lafz lughvi meaning me istamal ho tb b sahi he or mijaazi me ho tb b, istalah me kia hy?
muddat hui hy hy yaar ko mehmaan kiye huwe, kiska sher hy?
ek or sher tha kaazmi ka?
radd e tashkeel ka baani kon hy?
nazam tanhai kiski hy?
ek matan ka sawal tha mjhe yaad nhi baqi lapata hen talaash jari hy.......

ek sawaal ye b tha
tehqeeq ke amal ka pehla marhla konsa hy?

G.K part....

city of colleges kisko kehte hen?
Hazrat Ali R.A ki second wife ka naam?
Hazrat Ali R.A ki shaadi kb hui?
treaty of hudaibya ka script kisne likha?
comrade akhbar kisne jari kiya?
account of one's life written by himself is called.......?
world's populous city?
population day?
who invented modern bicycle?
who issued pomphlet "now or never"?
who supplied food when Prophet pbuh was in shoab abi talib?
when sindh separated from bombay?
Lira kis mulk ki currency hy?
minto morley islahat ke baad india me kia change aaya?

fasadi bacha Thursday, January 02, 2014 02:41 PM

[QUOTE=IRRAJ;683784]ek sawaal ye b tha
tehqeeq ke amal ka pehla marhla konsa hy?[/QUOTE]
bohat tuff paper hay

HASEEB ANSARI Thursday, January 02, 2014 05:45 PM

[B]Second wife of Hazrat Ali R.A was Umm-ul-Bunian Bin Haram Bin Kalabia.

Mirza Ghalib, Date of birth December 27, 1797

URDu Sindhi Relationship was made by Dr Nabi Bux Baloch (Guess work, not sure)

tazkira rehta hai. ...by Mir Hassan

Malik Ram wrote Zikr e Ghalib.

Aristotle gave concept of catharsis.

Letters of Ghalib are combiled by Dr.Khaliq Anjum of Delhi

Buteeqa is written by AZEEZ AHMED

Al-Hilal was started by Maulana Abul Kalam Azad

Umrao Jaan Ada was first published in 1899.

muddat hui hy hy yaar ko mehmaan kiye huwe is by Ghalib

Sulh-i-Hudabya was written by Hazrat Ali R.A

World Population Day is July 11

Most populated city of the world is Tokyo

Pamphlet "Now or Never" was published by Choudhary Rahmat Ali

1st April 1936 Sindh Division was separated from the Bombay

Lira is Turkish currency

The City Colleges is Lahore











[/B]

MuhammadMuneer5 Friday, January 03, 2014 08:19 PM

urdu lecturer paper
 
Rooh e tanqeed by muhayy-ud-zor.

IRRAJ Monday, January 06, 2014 11:56 AM

[QUOTE=HASEEB ANSARI;683860][B]Second wife of Hazrat Ali R.A was Umm-ul-Bunian Bin Haram Bin Kalabia.

Mirza Ghalib, Date of birth December 27, 1797

URDu Sindhi Relationship was made by Dr Nabi Bux Baloch (Guess work, not sure)

Letters of Ghalib are combiled by Dr.Khaliq Anjum of Delhi

Buteeqa is written by AZEEZ AHMED

[/B][/QUOTE]

mmm>>> buteeqa is by aristotle
urdu sindhi relationship was made by syed suleman nadvi.
letters of ghalib compiled by dr. ghulam rasool mahar and it is in the syllybus of MA Urdu

villian Monday, January 06, 2014 09:41 PM

Albayan written by Abid Ali Abid.
Some sources say Tokyo is most populous city and some say Bejing. What do you say friends

despite search I could not find the answer of "Illiat kay kitnay Mukhrij hain" and writer of sarf o nahav what do you say/

MuhammadMuneer5 Tuesday, January 07, 2014 07:32 PM

Bang e Dara ka debacha sir Abdul Qadir ne likha.
Tehlil Nafsi ka nazria Fride ne pesh kia.
Mir Hassan ka Tazkira "Tazkira Shu'ra Urdu".
ILLIYAT k mukhrij(sounds) 7 hen.

Bozdar Iqbal Wednesday, January 08, 2014 09:36 AM

when result is going to be announced?


03:13 AM (GMT +5)

vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.