Quote:
Originally Posted by Anxiety
Ahan but mere jannay walay ne btaya tha k 60 se above walon ko bulaya hai isliye i got confused 🙄
|
Bhai sari bat quota ki hai kisi pindi ma kashmir k log b hain gilgit baltistan k b sindh k b to agr kisi ka 60 ma naam a gya or ap ka nahi aya to us k peechay yhi kahani hoge k wo reh to pindi ma rahay hon gay kisi waja sy lakin domicile/ quota kisi asi jaga ka hoga jis ka quota kam hoga... OM 5 ka 63.5 bana hai is dafa merit.