Quote:
Originally Posted by Tanzeel Haider
Jnb wo tu pta hai par ye btaein kb tk..r test ka result ay ga ya phr letter hee dain ga ib wly
|
Bhai sabar ali ka tham lo a jay ga itni jaldi b kya hai jahan tak mera khyal hai yh result thora late hi ay ga initial ki tarha q k MCQs jo thay circle fill karnay walay wo to foran say machine k through check ho jatay hain lakin jo end wala portion tha wo machine say nahi hota manually check karna parhta hai jabi time lagay ga