gham-e-zindagi
Gham-e-zindagi teri rah ma
shab-a-aarzoo teri chah ma
jo ujar gya wo basa nahi
jo bichar gya wo mila nahi
jo dil-o-nazar ka soroor tha
mary pas rah k bhe dor tha
wo ek gulab umed ka meri shakh-a-jan pa khila nahi
mera humsafar jo ajeb ha to ajeb tar hon ma bhe
mujhy munzilon ke khabar nahi usay raston ka pata nahi
pas-a-karawan sar-a-rehguzar ma khara hon to islia
k qadam to sab sa mila lia mera dil kisi sa mila nahi
|