Quote:
Originally Posted by Ibtihaj Ahmad
Ik Sawal : Ghar MN jab Kisi BAAT ko ly kr discussion hoti Hy tu tura sa knowledge rakny ke waja Sy ( Jo aam log nae rakty sirif css aur pms walo ka tonic hota Hy) Aap Kisi ko correct krny ki ya explain krny ki Koshish krty ho tu Aap ko paagl k khitab sy nawaza jata Hy .
Kia Aap k Sath aisa Howa Hy ?
|
Sir ham tu 2016 say in mamlat mein ghussay hai. Shuru mein 1st attempt
Kay bad mein be kafion ko drust karnay mein par gaya phir wohe sunay ko milta tha "kya bakwas lagaye hue hai"
Ab tu sirf kamoosh hona he sab say behtar hai and even interviews mein be wohe bola thun jo agla suna chahty hai.
In simple terms "sakoon. Com karo"