😂😂😂😂 apny tou kuch zayda hi time laga deya. 😂😂😂. Time pay ho jata exam better tha. Ab ya agy pechy k chakr main problem ha khas kr unky lea jin subject's change ha. Is uncertainty ny mujhy boht pershan kea ha. Kppsc sy intahai nakara idara ha. 4 saal bad conduct kro aur har bar naya tamasha.
Sent from my vivo 1920 using Tapatalk
|