meri maa ...!!!
mujhi aaj tak woh ilfaz he nahi melay jis say main apni maa ki azmat bayan kar sakon .
ya page ilfaz say khali zaror hai magr is par buhat sa jazbay daraj hai
aur jazbay kabhi bhi ilfaz k muhtj nahi hutay ..........
..
achanak phir bachya hai kisi nadeeda hasti nay
magar kesay huwa ya moujza maloom krna hai
tujhay kuch yad hai kal kab tujhay main yad aae thi
mujhi aey maan tera waqt-e-dua maloom karna hai ............
__________________
Kami kis shae ki hai tere khazaane me mere Allah
Jhukaa ke sar jo maangun teri rehmat mil hi jaaegi...
Last edited by Last Island; Saturday, May 09, 2009 at 05:04 PM.
|