kab talaq shab k andheron main sahar ko tarsay
wo musaafir jo bharay sheher main ghar ko tarsay
mujh ko us qehat k mosam se bacha rab.e.sukhan
jab koi ahl.e.hunar arz.e.hunar ko tarsay
umer itni tau ata kr meray fun ko khaaliq
k mera dushman meray marnay ki khabar ko tarsay
__________________
Jo ALLAH karay c .. o sohna karay c
jab bhi kaam aaya mera PARVARIGAAR kaam aaya
|