Wo jo roop zer e naqab tha usy dekhna mera khwab tha jo mila tha hijr ki shakal mai
meri chahaton ka azab tha...
----------
chalo esa karain mil k sitaray baant lety hain
zarort k mutabiq sab sahary bant lety hain
mohabat karny walon ki tijarat b anokhi hy
munafa chor dety hain khasary bant lety hain ...
__________________
Kami kis shae ki hai tere khazaane me mere Allah
Jhukaa ke sar jo maangun teri rehmat mil hi jaaegi...
Last edited by Princess Royal; Sunday, June 28, 2009 at 05:28 AM.
|