Khuli jab ki chashm e dil-e-hazeen,to vo nam raha na tari rahi
Hui hairat aisi kuch aankh par ki asar ki be asari rahi
Pari goshe jaan mein ajab nida ki jigar na bejigari rahi
Na to tu raha na to main raha jo rahi bekhabari rahi
__________________
Jo ALLAH karay c .. o sohna karay c
jab bhi kaam aaya mera PARVARIGAAR kaam aaya
|