To Irfi bhai
Bhai,
agar in 47 candidates ke corruption ke waja se aap ka career bhe tabah hua hota to aap aise baten nahe kartay.
jo inhon ne hamaray hoshiyar bhaion k sath zulum karwaya hai un ka hisab to un ko dena parega.
lekin wo peson aur dusray sources se case apni favour main karwa dengay.
Bohat dukh ke baat hai
|