View Single Post
  #12  
Old Wednesday, January 06, 2010
Asad ullah Asad ullah is offline
35th Common
CSP Medal: Awarded to those Members of the forum who are serving CSP Officers - Issue reason: CE 2006 - 162nd
 
Join Date: Jan 2007
Location: Islamabad
Posts: 82
Thanks: 58
Thanked 127 Times in 51 Posts
Asad ullah will become famous soon enough
Default

a.o.a.
Red Flower , as u explained,

''The overall thought is that is duniya mein yeh kesa rawaj hy ky sachi baat kehni mushkil hy aur mein sachi ya haq baat bhi nahin kr pata.yon to baat ki ijazat hy magar sometimes zyada sachi baat ko tolerate nahi kiya jata aur insan buhat kuch janty howay bhi chup rehny pr majboor hota hy''.

Pata nahi mujay yeh words hi nahi mil rahay.You have been successful in translating my thoughts into words.
Waisay waqai sachi baat keni kitni mushkil hay?Ba akhtiar log sachi baat ko suntay hi kahan hein.Har koi firown ban kay betha hay.Sab ko faislay karnay ka shouq hay chahay insaaf ka khuun hi ho jaey.

And janab Abbasi sb. mein yeh to nahi keh sakta kay aap ki interpretation thek hay ya ghalat(mein to khud ghalat interpretation kia karta hoon) leikin literature ki beauty ko dekhtay howay mein is shair ko aik aur andaaz mein dekhta hoon. asal mein poet logoon ki nainsaafi aur kam aqli pay nallan hay aur kehta hay kay agar Ghalib jaisy sincere aur faithful banday ki naqadri ki jaey gi to jo hawas kay pujari hein,bewuqat insaan hein unhein to phir mar hi jaana chahiay.
With regards
ASAD
__________________
If you fail to plan,you plan to fail
Reply With Quote