View Single Post
  #4  
Old Monday, June 12, 2006
sardarzada11's Avatar
sardarzada11 sardarzada11 is offline
Senior Member
 
Join Date: Mar 2006
Location: Islamabad/ Lahore
Posts: 607
Thanks: 0
Thanked 54 Times in 49 Posts
sardarzada11 is on a distinguished road
Default Hijr key pehley shaam kay saaye!

Hijr key pehley shaam kay saaye door ufaq tak chaaye the
Ham jab us kay sehr say niklay sab rastay saath laey the

Jaanay who kiya sooch raha tah apnay dil main saarey raat
Piyaar key baat kertay kertay us kay nain bhar aaye the

Meray undar chaley the aandhey theek usii din pat gher key
Jis din aapnay joorey main us nay kuch phool saajay the

Us nay kitnay piyaar say apna kufr diya nazraanay main
Hum apnay emaan ka soada jis say kernay aaye the

Kissay jaatey meray badan say beetay lamhoon key khashboo
Khwaabon key is bastii main kuch phool meray hamsaaye the

Kissa piyara manzar tah jab dekh kay apnay saathi ko
Pair pay baithey ik chiryaa nay apnay par phelaaye the

Rukhsat kay din bheegi aankhon us ka who kehna haye qateel
Tum ko loat hey jaana tah tu iss nagrii kyon aaye the



Regards,
Sardarzada
__________________
God is dead! God remains dead! And we have killed him! How shall we console ourselves, the most murderous of all murderers? The holiest and the mightiest that the world has hitherto possessed, has bled to death under our knife....
Reply With Quote