Thursday, November 11, 2010
|
|
Czar
|
|
Join Date: Oct 2010
Location: Venus
Posts: 4,106
Thanks: 2,700
Thanked 4,064 Times in 1,854 Posts
|
|
Quote:
Originally Posted by Maroof Hussain Chishty
Bhai is ka Urdu mein ye matlab hoga
kisi bhi hawai jahaz k liye muta'alliqa zimma dar mehkama ki tarf se certificate ya ijazat nama keh aaya wo jahaz hawa or us k sakht pressure ya dabao mein urnay k qabil hay ya nahi. ye ijazat naama amooman jahaz k urnay se pehlay, muta'alliqa authority ki taraf se muqarrar karda airworthiness officer( engineer) k jahaz ko mukammal tor per check karnay k baad he jari kiya jata hay or jab tak ye ijazat naama ya certificate na mil jaey, koi jahaz uran bharnay ka soch bhi nahi sakta
|
yar airwothiness ka simple sa matlab hy " URRNAY K QABIL"
__________________
Kon Kehta hy k Main Gum-naam ho jaon ga
Main tu aik Baab hn Tareekh mein Likha jaon ga
|