Thread: shaairi
View Single Post
  #30  
Old Monday, December 06, 2010
Farrah Zafar's Avatar
Farrah Zafar Farrah Zafar is offline
Makhzan-e-Urdu Adab
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason: Diligent Service Medal: Awarded upon completion of 5 years of dedicated services and contribution to the community. - Issue reason:
 
Join Date: May 2010
Location: امید نگری
Posts: 2,362
Thanks: 2,346
Thanked 4,047 Times in 1,576 Posts
Farrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud of
Default

jeem)
ye ashaar Iqbaal ki nazm Saaqi naama se liye gaye hain.
tashreeh;
Iqbal ki shaairi ka khaas mozoo musalmaano ka zavaal hai.wo un ki soyi hui khudi ko jaganay k liye shaairi ka sahara letay hain.in ashaar mein wo Allah se mukhatib hain.shaair kehta hai k ay meray rab mujh mein phr se khud shanaasi ka fun paida ker ta k mein apnay aap ko pehchaan sakun.yahan shaair ki muraad allah se tajdeed e talluq bhi hai..az sar e no se is baat ka ishara milta hai k shaair khoye hue waqaar or qadr o manzilat ka taqaaza ker ra hai jis se musalmaan ab mehroom ho gaye hain.
LAA PHR WO HE BAADA O JAAM SAAQIYA

shaair us rooh e islam ka taqaaza ker ra hai jo musalmano mein shola ban k bharakti thi or wo pukaar uthtay thay;
dASHT TOU DASHT DARYA BHI NA CHORAY HM NE
BEHR E ZULMAAT MEIN DORRA DIYE GHORRAY HM NE
shaair kehta hai k mujh mein wahdaaniyat ka tasaawur phr se mazboot ker de jo hamen ksi k samnay jhuknay nae deta tha or ye e waja thi hmari hebaat se paahaarr raa'i ho jatay thy;
ye ghaazi teray pur asraar banday,
jinhay tu ne bakhsha hai zoaq e gadaa'i

shaair ne saaqi or saaghir jesay alfaaz istemal ker k ashaar mein infraadiyat or tallissam paida ker dia hai
__________________
Love is my Shield,Truth is my Sword,Brain is my Crown,Smile is my Treasure and I'm a Queen;
Quitters never win and Winners never quit..!!!
Reply With Quote