View Single Post
  #9  
Old Tuesday, December 28, 2010
mussaa's Avatar
mussaa mussaa is offline
38th CTP (IG)
CSP Medal: Awarded to those Members of the forum who are serving CSP Officers - Issue reason: CE 2009 -Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason:
 
Join Date: Dec 2009
Location: on your nerves
Posts: 475
Thanks: 228
Thanked 341 Times in 227 Posts
mussaa has a spectacular aura aboutmussaa has a spectacular aura aboutmussaa has a spectacular aura about
Default

At Call for Change:
1- Bore hon tou bhot door ki bat hay most of the youngster even don't know the name of these singers. Sunain gay tou hi bore hoon gay na ! r agar galti say sun lain tou us ko like nai krtay, infact "Ree Ree smjtay hain" U know what our psyche is, hm us cheez ko foran own kr lain gay jo famous ho jay, jo aik status symbol ya brand bn jay like Atif, like Abida Parvven Jee. but, when it comes to those ppl who are talented , who are as capable as these famous ppl are, but they are not the symbol of enlightenment, we don't own them. HM ustad Jumman ko ya Aimanat Ali ko kbi accept nai krtay agar aimant ko India main fame na milta, r Ustad Jumman jiasy Coke Studio main atay. Hm main say kitny loog pehlay Jugni suntay tay, us ko own krtay tay, But Misha Shafi r Coke studio ka magic chal gaya, coz they are the symbols.
Bachay Abida parveen ho ya koi aur singer ho . This has never been our culture. Theek hai log pasand bhi krte per ye hamara culture nahi hai.And i don't feel that people should know the names of these singers.Jinka culture hai wahan ap ne inki respect dekhi hi ho gi.Wo apk Ustad Jumman ki bhi repect krte aur Ghulam ali aur imant sahab ki bhi
2- Totally agree, yahi tou problem hay. Generation gap, Hamry bray hamain hamary culture ko smjany ki bjay hm pay opinion impose kr dtay hain. They must own the changes as well but sath sath hamain hamry heritage say bi kisi na kisi trha connect rkhain. Cooperation is needed on both sides.

3- Here u r totally wrong. Pindoo barbaric nai hoty. they are v kind hearted ppl. Barbaric tou phir wo parhay likhay , roshan khayal , bari bari garioon main, bray bray mehloon main rhenay waly loog bi hain , jo humanity or morality ko bhool gay hotay hain. Jin k liya insan nai paisa sb hota hay, r power k liya tou wo zulmat ki har had ko par kr jatay hain. Un ki beatain Blind mirrors wali cars main drivers r security guards k sath jati hain, but ghareeb ki beti ki izzat ki koi qeemat nai hoti.
lgta hai ap ne meri post sahi trha parhi nahi hai. I am not against the villagers. Hon gay wo dil k achay. Main jo idhr difference bta raha hun wo aik ingnorant aur educated ka hai. Agr koi lahore main rah kr bhi illiterate hai to log usay bhi paindu kah dete hain.These terminologies are not meant to hurt the villagers. they just indicate the ignorant people.Jahil jahil hi hota hai. city ka ho ya village.
4- Insan ko galtioon say sekhna cahiya this is right. Pakistan k case main abi tk bhot kuch aisa hay k jis pay hm proud feel kr sktay hain. R han shrmindgi r complex main thora sa farq hay, " shamrinda tou hm glati par bi hotay hain lakin complexed tb feel krtay hain jb hm galat na hoon but phir bi sharminda hoon, jb hamain pta ho k paindoo hona ya apni ideology aur culture ko own krna buri bat nai but phir bi hm itni moral courage na rkhtay hoon k us ko own kr skain.
Ab purani baton pe to proud feel na kro na. Agr kisi parents ka bacha Matric tak top kray aur baad main kisi bhi reason se aik ghunda bn jae to parents ko aik ghunday pe fakhr nai hona chahye.Apni Ideology aur culture pe yahan koi sharminda nahi hai.

In the end one of your favorites
Dhoondo Gay Agar Mulkon Mulkon
Milnay K Nahi Naayaab Hein Hum

Tabeer hai Jiski Hasrat-o-Gham

Aey Hum'nafas Wo Khwaab Hein Hum


__________________
Shabdon mein kya tareef karoon aap ki MUSSAA
Aap shabdon mein kahan bandh payenge.
Kabhi mere aankhon mein jhaank kar dekho,
Hazaron alfaz khud-b-khud bikhar jayenge.
The Following User Says Thank You to mussaa For This Useful Post:
Call for Change (Tuesday, December 28, 2010)