View Single Post
  #20  
Old Sunday, January 30, 2011
hafiz ishtiaq ahmad's Avatar
hafiz ishtiaq ahmad hafiz ishtiaq ahmad is offline
Senior Member
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason:
 
Join Date: Mar 2009
Location: kot radha kishen,kasur
Posts: 528
Thanks: 922
Thanked 584 Times in 324 Posts
hafiz ishtiaq ahmad is just really nicehafiz ishtiaq ahmad is just really nicehafiz ishtiaq ahmad is just really nicehafiz ishtiaq ahmad is just really nicehafiz ishtiaq ahmad is just really nice
Default

Quote:
Originally Posted by JazibRoomi View Post
app mujhay batao kay aik larki ghar say bhagti kion hay .. kya ussay ghar say bhag kay or apnay maa baap ko chor kay koi khushi milti hay? kya wo apni jinsi hawas kay liye aisa karti hay? Bilkul nahi ... yeah kaam wo bhut majbori main karti hay... jab us kay maa baap ussay us ki marzi say shadi nahi karnay daitay.

You religious fanatic you tell me kya ussay Prophet Muhammad nay apni marzi say shadi karnay ka haq nahi diya ?.. kya Islam ussay uski zindagi us ki choice kay mutabiq guzarnay say rokta hay? ... Bilkul nahi janab.

Jo larki ghar say bhagti hay asal main wo mazloom hay ... or phir ussay qatal kar diya jata hay ... kion? Quran main kahan likha hay kay apni marzi say shadi karnay wali ko qatal kar do?

Religion ko tum logo nay apnay baap ki jageer samjh rakha hay ... Islam ki alif bay bhi nahi jantay tum log ... jo Prophet Muhammad ka faisla hay wohi mera faisla hay ... tum log apnay gerabaan main jhank kay daikho ... tum log Islam kay naam per aik dhabha ho .. BAY SHAK MUHAMMAD KA DUSHMAN HI BAY NAAM O NISHAAN HO GA

bhut khob, bhut acha andazy bayan hai app ka
haqeqat ko samje bina hi mufakary azam ban rahe ho

app ko patta hona cheye k ghar say bahg kar shadi karny wali larkioo ka injam kia hota hai? sari umer k liay husband ki gulam ban jati heen, society mai tanhae ka shikar ho jati haen, baadnami ka tika un k mathey per lag jata hai, jo unki awlad ko bi loggo k tanuu say nahi mehfooz rehny deta,

dusri baat islam pasand ki shadi say har giaz manaa nahi karta lakin waldeen ki razamandi hasal kar lena behtar hota hai
kia waldeen pagal hoty hai jo itni muskal say apni awlad ko palty hai ?
kia un ko apni awlad say payar nahi hota?
kia un ka apni awald pey koe haq nahi banta?
kia wo ye nahi janty k kia cheez un ki awlad k liey behtar hai aur kia behtar nahi hai ?
kia wo chaty hai k un ki awlad sari umer pareshani mai rahy?

Allah k bandy waldeen say bar kar apni awlad say koe muhabat nahi karta,,
ab larkio per bi zumdari aeed hota hai k wo diplomacy k sath kisi say payar kareen, apni family mai, apni zaat, baradri mai taa k un k waldeen ko rista karty waqt koe anna ka masla pesh na ae, akhar un ka itna tu haq banta hai k un ki azzat ka khayal rakha jae
rehi islam ko istamaal karny ki baat wo tu har koe apni marzi say istamaal kar sakta hai, app bi istamaal kar rahey ho mai bi kar raha hoo


ap batao agar app ka dil 50 saal ki awrat pay aa jae us k 4 bachey bi hoo, jo app ki zaat ki bi naa ho, us ki mali halat bi kharab ho, app us k sath shadi karny ka faisla kar lo, is surat-e-haal ka patta app k waldeen aur behn bhayo ko bi chal jae tu un ka response kia ho ga?

kia wo app ko mana nahi karee gae shadi say?
kia wo app ko samjany ki khoshis nahi kareen gay?
kia app k is faisaly say society mai un ki azaat ka janaza nahi nakly ga?


app k jawab ka muntazir....
__________________
The world suffers a lot, not because of the violence of bad people, but because of the silence of good people.

Last edited by hafiz ishtiaq ahmad; Sunday, January 30, 2011 at 11:50 AM. Reason: spl
The Following User Says Thank You to hafiz ishtiaq ahmad For This Useful Post:
Arain007 (Sunday, January 30, 2011)