View Single Post
  #21  
Old Wednesday, February 09, 2011
JazibRoomi's Avatar
JazibRoomi JazibRoomi is offline
Senior Member
Qualifier: Awarded to those Members who cleared css written examination - Issue reason: CE 2010 - Roll number 6338
 
Join Date: Oct 2010
Location: Lahore
Posts: 287
Thanks: 155
Thanked 246 Times in 139 Posts
JazibRoomi has a spectacular aura aboutJazibRoomi has a spectacular aura about
Default

Quote:
Originally Posted by mhmmdkashif View Post
plz dear jazibroomi, dont talk about holy books and their power and essence in this way when you know nothing about what it all really stands for.
So you think i am a non muslim. My full name is Muhammad Jazib Roomi...i named my son Abdullah Roomi. My grandfather was a Gadi Nasheen of Silsala Awaisya. Being eldest son of his eldest son I am the legal heir of that Gaddi provided I had a long beard. Unlike you I offer 5 times prayer. And do perform a specific Wazifa whenever i need that and this Wazifa always works. Quran is the one book i studied so many a times and I always enjoy reading this book.

pehli baat yeh ke na main nimazi parhezi banda hoon, na main deendar banda hoon, aur bad naseebi se mere ghar main sab hee aise hain, magar hamain quran kee taqat pe poora yaqeen hai. mere ghar main aik nahin 3 apne shaher ke very well reputed doctors hain, us ke illawa main saari zindagi is medical science aur pharmacology waghera ko dekhta aa raha hoon aur bare bare MRCP, FRCS aur pharmacist waghera ko dekhta raha hoon,
Quote:
Originally Posted by mhmmdkashif View Post
magar mere apne saath aise personal expriences hue jin main karachi shaher ke bare bare specialists bhi kuch diagnose na kar sake aur beemari aur in ke tests ke liye maheenoon tak khoon nikalwa nikalwa ke aur in kee high power antibiotics use kar kar ke main anemic aur taqreeban khatam ho chuka tha, magar aik din Allah kaa aik nek banda hamare pass aaya aur us ne kalam e pak kaa wird kar ke pani pilaya aur sirf aik ghante main beemari ke saare symptoms jaate rahe aur main bilkul theek ho gaya..

main jaanta hoon ke aap jaise logoon ko in baatoon pe kabhi bhi yaqeen nahin aaye gaa.
Kion nahi manay gay bhai. Agar uniformity of experience ho to zaroor manay gay. If same effect is experienced by everyone, who will not accept. Baqi personal belief kay pshychological effects ... OMG ... my own Wazifah has magical effects on me. I used it thrice in the most critical situations of my life and it always worked.

Quote:
Originally Posted by mhmmdkashif View Post
main aap kee isi darwinist theory se aik simple saa sawal poochta hoon, sirf usi kaa answer is main mil jaye to bhi buhut hai. is darwinist evolution se guzar ke sirf homo sapien species hee kiyoon aaj civilized hui hai aur taraqi kee intiha pe hai, zameen pe lakhoon karoroon doosri species mojood hain, woh bhi wohi khaate hain jo homo sapiens khaate hain, woh bhi usi environment main rehti hain, un main se koi aik bhi doosri kiyoon nahin civilized hui???
Simple answer. Every species is subject to different genetic variation and different environmental challenges. This results in evolutionary diversity. Penguins can not survive in Sahara Deserts and Cactus can not be grown in Antarctica. And yes!!! we are so far the last step of this evolutionary ladder.

Quote:
Originally Posted by mhmmdkashif View Post
yaad rakhen, agar duniya main kabhi koi bhi religion na aata to aap aaj yahan computer pe beth ke fazool baaten karne ke bajaye jungle main ghoomte hunter gatherer hote.
Effect of religion on society and scientific progress. Detail say yaad kya tha or Islamic history kay paper main is type ka aik question bhi attempt kya tha.

Quote:
Originally Posted by mhmmdkashif View Post
baqi mullah log to pata nahin kiya hain
Lo gi... Un kahi hi rah gai wo baat sab bato kay baad... My post was only about Mullah... app nay pata nahi kya kya fatway laga dye Mulla ki hamayat main mujh per or akhir main kah diya I don't know anything about Mullah... Hamari Jaan gai app ki ada tahri.
__________________
He who has a why to live can bear almost any how.
Reply With Quote
The Following User Says Thank You to JazibRoomi For This Useful Post:
mhmmdkashif (Thursday, February 10, 2011)