Hazrat Hussain R.A jinki shahadat ka matam kartay nahi thaktay yeh log, unhen kesay badnam kartay hen zara dekhiyay.....
Aik waqiya likhtay hen (kafi lamba hai) ke Hussain ne aik nasibi (inkay nazdeek murtad) ka janaza parha aur apnay aik ghulam ko kaha ke men ne janazay ki namaz men sahib e mayyat pe hazaar lanat bheji hai aur Allah se dua ki hai ke isko qayamat tak azaab ko.. kya yeh munafiqat depict nahi karta ke sab ke samnay to sahi se janaza parha aur asal men aap lanat bhejtay rahay.. tobah!
(Faro e Kafi, Vol 1, Page no. 99)
__________________
...and I am the dark of this our new day
|