View Single Post
  #1  
Old Monday, February 14, 2011
Call for Change's Avatar
Call for Change Call for Change is offline
Senior Member
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason:
 
Join Date: May 2009
Location: Crumbling Prison of Cruel Customs
Posts: 1,158
Thanks: 1,185
Thanked 1,807 Times in 836 Posts
Call for Change has much to be proud ofCall for Change has much to be proud ofCall for Change has much to be proud ofCall for Change has much to be proud ofCall for Change has much to be proud ofCall for Change has much to be proud ofCall for Change has much to be proud ofCall for Change has much to be proud ofCall for Change has much to be proud ofCall for Change has much to be proud of
Default Mohabbat Mer Chuki Ab Tou

Mohabbat Mer Chuki Ab Tou, Main Uss Ko Bhool Ker Khush Hoon
Badalti Rut Ke Baa`is Tabiyat Kuch Muzmahil Si Hai

Yuun Mera Haal Mat Poocho, Main Uss Ko Bhool Ker Khush Hoon
Meray Lehjay Pe Mat Chounko, Meri Aankhon Mein Mat Jhaanko

Wohi Tha Aik Dunya Mein Ke Uss Ke Baad Mer Jatay
Yuun Hairat Se Nahin Dekho, Main Uss Ko Bhol Ker Khush Hoon

Tumhain Kya Weham Hai, Kyun Raat Bhar Milnay Nahin Aatein
Aye Meri Neend Ki Paryon Main Uss Ko Bhool Ker Khush Hoon

Bhala Roz Kyun Baahain Waa Kiye Milnay Ko Aati Hai
Tum Uss Ki Yaad Se Keh Do, Main Uss Ko Bhool Ker Khush Hoon

Udaasi Saray Ghar Main Phailti Jati Hai Gham Ban Ker
Dar-O-Deewar Per Likh Do, Main Uss Ko Bhool Ker Khush Hoon
__________________
Sangdil Riwajoon ki ya Imart-e-Kohna Toot bhi Tou Skti hay
Yeh Aseer Sehzadi Choot bhi tou Skti hay
Reply With Quote
The Following 2 Users Say Thank You to Call for Change For This Useful Post:
Farrah Zafar (Monday, February 14, 2011), unsolved_Mystery (Monday, February 14, 2011)