can anyone answer these for me ?
1. Farishtoo mei sab se pehley kis ne sajda kia ?
2. Hazrat Adam (a.s) jab jannat se nikale gaye to kitney sal tak rotay rahe ?
3. Hazrat Muhammad (SAWS) aur hazrat Idress a.s ki mulaqat kab aur kaha hui ?
4. sab se akhir mei koun sa janwar hazrat Nooh a.s ki kashti mei suwar hua?
5. Islam ka purana naam kya ha ?
Regards ,
Armghaan
__________________
tu usay apni tmanaon ka markz na bana..!!
chand to harjai ha har ghar main utar jata hai.....
|