Indo Pak k dono papers k mcqs dekh k main ne hansna shuru kar diya
(wo tou shukar hai main ne hijab pehna hua tha, warna logo ko meri zehni halat pe shuba bhi ho sakta tha).. mjhay ye samajh nahi araha tha k kis kis pe tukka lagaun??
or ye woh paper tha, jis me mjhay laga tha k main saray mcqs sahi kar k aun gi