View Single Post
  #16  
Old Sunday, March 06, 2011
Eager's Avatar
Eager Eager is offline
40th CTP (PAAS)
CSP Medal: Awarded to those Members of the forum who are serving CSP Officers - Issue reason: CE 2011 - Merit 364
 
Join Date: Jul 2010
Posts: 356
Thanks: 1,199
Thanked 379 Times in 155 Posts
Eager is a jewel in the roughEager is a jewel in the roughEager is a jewel in the roughEager is a jewel in the rough
Default Urdu Paper II 2007

Urdu Paper II 2007

1. "Udaas Naslain" kay musannif ne ______ jaisa zakheem novel bhi likha hai.

2. "ban ki chirya" kay shair kon hain?

3. "Black out" kay takhleeq kar -------- hain.

4. "Announcer" kay khaliq hain?

5. "Punjabi Zamindar ka qissa" -------- me shamil hai.

6. "Deevan" kay ilawah Nasir Kazmi ka shairi majmooa _____ bhi hai.

7. "Chand hum asr" me _______ khakay hain.

8. "Khizar-e-Raah" Iqbal kay ______ shari majmooay me shamil hai.

9. "Khakim Badhin" kay debaachay ka unwaan hai?

10. "shab-e-rafta" ka intisaab kis kay naam hai?

11. "Udaas Naslain" kay _____ abwaab hain.

12. "Maai Gul Bano" ka musannif hain--------.

13. "Kapaas k Phool" me kitnay afsaanay hain?

14. "Mas-e-khaam ko jis ne kundan banaya
Khara or khota alag kar dikhaya" kis ka shair hai?

15. Majeed Amjad ka kulyaat ______ ne murattab kiya.

16. "Aab-e-gum" or "Zargushat" kay musannif ka naam?

17. Udaas Naslain kay hero ka naam _______ hai.

18. "Zindagi" ka ta'luq kis sinf-e-adab se hai?

19. Raja Gidh ki heroin ka naam _______ hai.

20. "Seerat-un-Nabi (pbuh) kay ilawah Shibli ki sawaneh nigari ki kitab _____ bhi hai.
__________________
Whatever is important will remain; whatever is useless will disappear.
Reply With Quote