Meri pasand
Husan ko dil ma chupa kar dekho
dehaan ki samah jala kar dekho
kya khabar koi dafina mil jaye
koi deewar gira kar dekho
fakhta chup ha bari der se kyun
saroon ki sakh hila kar dekho
kyun chaman chor dya khusboo na
phool ka paas to ja kar dekho
neher kyun so gai chalte chalte
koi pather hi gira kar dekho
dil ma betaab han kya kya manzar
kabhi is sehar ma a kar dekho
in andehroon ma kiran ha koi
shab zado ankh utha kar dekho.
poem by nasir kazmi.
__________________
GEO to aise k sab tumhara ha,MARO to aisa jaise tmhara kuch bhi nhi.
Maza deti han zindagi ki thokerin unko,jinhen NAAM-E-KHUDA le kar sanbhal janey ki adat ho.
|