Monday, May 02, 2011
|
|
Czar
|
|
Join Date: Oct 2010
Location: Venus
Posts: 4,106
Thanks: 2,700
Thanked 4,064 Times in 1,854 Posts
|
|
Meri muhabbat k dono aalam
Meri muhabbat k dono aalam
Tamam roshan tamam muhkam
Main yaad krna b janta hn
Main yaad ana b janta hn
Nazar nazar mein hy kamrani
Qadam qadam pr hy kamyabi
Magr koi muskura k dekhay tu
Main Haar jana b janta hn
Mujhay sumander k paaniyon mein
Kisi ki khatir tu doobna hy
Agarchay lehroon k darmian se
Main paar jana b janta hn
__________________
Kon Kehta hy k Main Gum-naam ho jaon ga
Main tu aik Baab hn Tareekh mein Likha jaon ga
|