answer the following questions
1:-bare sghir ma 1857 ke baad dastan ki sanaf ki jagha kon si sanaf rawaj pai?
2:-shawkat thanvi ne apna konsa naval 1 raat ma tehrir kya?
3:-urdu zubaan ka MARLO kise kaha jata ha?
4:-miraj-i-ashiqain kis ki tasneef ha?
5;-ghalib ko hewan-i-zareef ka khatab kis ne dya?
6:-urdu nasar ke irtaqa ka owaleen markaz konsa sher tha?
7:-urdu ki pehle mookamal dictionary kis ne muratab ki?
8;-ajkal khatab ki bajay konsa lafz bola jata ha?
9:-athween satween is muhaware ka kya matlab ha?
10;-yad tula ka kya matlab ha?
__________________
GEO to aise k sab tumhara ha,MARO to aisa jaise tmhara kuch bhi nhi.
Maza deti han zindagi ki thokerin unko,jinhen NAAM-E-KHUDA le kar sanbhal janey ki adat ho.
|