View Single Post
  #2  
Old Sunday, June 05, 2011
sash's Avatar
sash sash is offline
Member
 
Join Date: Mar 2011
Location: Islamabad
Posts: 28
Thanks: 21
Thanked 15 Times in 12 Posts
sash is on a distinguished road
Default

Assalam-O-Alaikum!
Ramazan Ul Mubarak K Wazaif
1: Rozana 600 Martaba Kalma Tayaba( Pehla Kalma) Ka wird karain
2: Rozana 600 Martaba Astaghfirullah Al-Azim Wa Atubu Ilaih
3: Rozana 2 Rakat Salat Ul Toba parhain aur gunaho say sachi toba karain Aur phir 2 Rakat Salat U Hajaat parhain
4: Rozana Adha Ghanta Durood Sharif.(Kam Say Kaam 1200 Martaba)
5: Aik Mukamal Quran Pak Poray Mahinay Main

jo shaksh ramdan ka chand nazar atay hi kam say kam
aik martaba aur ziada say ziada 3 martaba
surah fatah(Para 26) parhay ga
Tu Insh'ALLAH Saal Bhar Aman main Rahay Ga.

Jis waqt ramadan shareef ka chaand daikha jay tu surah fatah ko 3 baar parhnay say tamam saal rizq main farakhi rehti hai.
(Janati Zevar, Page 596)
__________________
There is no god but ALLAH

Last edited by Chauhdary12; Sunday, June 05, 2011 at 09:24 PM. Reason: Merged
Reply With Quote
The Following User Says Thank You to sash For This Useful Post:
arosh (Thursday, June 27, 2013)