Khyalaat
Khyalaat
Sabz sabz mausum ki
Zard zard aankhon main
Barishon k dooray hain
Log kitney koray hain
Sard sard raaton kay
Surkh surkh honton par
Gard gard batain hain
Dosti ki ghaatain hain
Maslehat kay paerron kay
Saaye kitney gahrey hain
Hum kahan pae aa thehray
Aaj tuk nahi samjhey........
(Qaim Naqvi)
__________________
If you think you can, you can. And if you think you can't, you're right.
Last edited by 111; Saturday, November 18, 2006 at 11:58 PM.
|