View Single Post
  #6  
Old Monday, June 13, 2011
Farrah Zafar's Avatar
Farrah Zafar Farrah Zafar is offline
Makhzan-e-Urdu Adab
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason: Diligent Service Medal: Awarded upon completion of 5 years of dedicated services and contribution to the community. - Issue reason:
 
Join Date: May 2010
Location: امید نگری
Posts: 2,362
Thanks: 2,346
Thanked 4,047 Times in 1,576 Posts
Farrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud of
Default

Quote:
Originally Posted by tahreem View Post
we read many books of literature and of course we have. please share the philosophy of your favourite book that you not just read but adopted in your life as well.

i will appreciate your magnanimous participation in this survey.
We learn from every book unconsciously.I don't think one plans to act upon verdicts of a writer or becomes what he wants to become infact it is implicit learning.It is my opinion,you can disagree

Well there are many books which I can call my favourite.

1)Raja Gidh by Bano Qudsiya

I liked=Halal haraam ka concept,psychology of men and women,concept of ishq aur sab se barh k mujhe wo philosophy pasand ayi thi,exact line yad nae,crux ye tha;

mardon aur aurton ne apne apne "pakeezgi" k darjay banaye hue hain;
"Burqay wali aurat chadar lenay wali ko bura samjhti hai...chadar lenay wali nangay ser phirnay wali ko bad'kirdaar smjhti hai,nangay ser phirnay wali katay baalon wali ko..aur wo us ko bura smjhti hai jo mardon se hans hans k baaten kerti hai..
mardon ki b categories hain..nazer baazi kernay wala mard,ruqaa(letter) denay walay ko ghattya samjhta hai...ruqqa denay wala hotels aur parks mein ghoomnay walay ko...hotel and parks mein ghoomnay wala....is se agay kia kahun..


halal haram ki philosophy


"Maghrib k pass haram halal ka tasawur nahi hai aur mari theory hai k jis waqt haram rizq jism mein dakhil hota hai wo insani genes ko mutaseer krta hai.. Rizq-e-haram se 1 khas kisam ki "mutation" hoti hai jo khtarnaq adviyat sharab aur radtiation se bhi ziada muhliq hai..
Rizq-e- halal se jo genes takhur pazir hote hain wo lolay langray aur andhay hi nahi hote balkay NA UMEED bhi hote hain..Nasl-e- insani se yeh genes jab nasal dar nasal hum mein safar karte hain tou in genes k andar asi zahni paragndgi payda hoti hai
jis ko hum pagalpan kehte hain. yaqin kar lo rizq-e- haram se hi humari anay wali naslon ko pagalpan warast mein milta hai aur jin Qomon mein min hasul qoom rizq-e- haram khane ka lapka par jata hai wo min hasul qoom DEEVANI hone lagti hain."


Books ka pooch bethi ho..dil ker raha hai likhti jaun

is k elava "Muhabbat murda phoolon ki symphony" by Mazher ul Islam..bohat pasand hai..us mein "muhabbat k dunya se taizi se khatam honay pe tashveesh ka izhaar kia gaya hai.Intehai khubsurat alfaaz ka istemal hai..He is a pragmatist..lafzon ka jadoogar..Mazher Ul Islam.

"Oedipus Rex" by Sophocles....aah..what a tragedy..!!
This drama depicts the helplessness of man before divine forces..It is one of the world's best three tragedies.

"Importance of being Earnest" by Oscar Wild.A satire on upper class of society.I like the witty lines of this drama,it brings smile on one's face

Kia likhun kia choroonJitni books parh choreen hain,aik thread mein sama nae sakteen.

__________________
Love is my Shield,Truth is my Sword,Brain is my Crown,Smile is my Treasure and I'm a Queen;
Quitters never win and Winners never quit..!!!
Reply With Quote
The Following 3 Users Say Thank You to Farrah Zafar For This Useful Post:
SADIA SHAFIQ (Tuesday, June 14, 2011), tanolig (Tuesday, June 14, 2011), Tassawur (Wednesday, June 15, 2011)