View Single Post
  #15  
Old Wednesday, June 15, 2011
very special 1's Avatar
very special 1 very special 1 is offline
Senior Member
 
Join Date: Dec 2010
Location: dream land,where eagles live
Posts: 441
Thanks: 484
Thanked 286 Times in 195 Posts
very special 1 has a spectacular aura aboutvery special 1 has a spectacular aura aboutvery special 1 has a spectacular aura about
Smile

@ farrah plz translate it
Har subah aik nae din ka aghaz ka ailan karti ha. har sakhas subah bedar hota ha aur apna kam ka liya tayari karta ha. khadsat aur umeedoan ka sath aik mukamil din ankhoan ka aga phela hota ha. insan muktalif logoan sa milta ha. acha bura har tarh ka loag aisa muktalif batian sunata hain.woh baz muqasid main kamyab ho jata ha aur baz kamoan main woh kamyab nahi hota. raat subha ka mukabla main muktalif hoti ha. insan thaka hara lotata ha. din bhar ki gard is ka badan aur labas per nazar ati ha. subha walii tazgi, azam aur tawakuat ab nazar nahin atin. woh subha wala purazam aur tazadam insan nahi hota


@farrah translate it plz
hum akhbar kuan parhta ha? sirf is liya ka akhbar hamian dunya ka halat ka bara main malomat farham karta ha magar baz akhabarat sansani khaiz khabrian hi chapta hain.woh logon ko asal taswerain nahi dekhata. baz kalam nigar apna mafadat ka pase nazar haqiq sa parda nahi uthata balka woh haqiq ko chupata ha.muktalif akhbarat main agar koi khabar muktalif tarika sa saya hoti ha tu kari ka zahan main waswasa peda hota ha. agar koi akhbar ya bad dianti tark nahi karta tu loag usa parhna choar deta ha

Last edited by Chauhdary12; Wednesday, June 15, 2011 at 08:53 PM. Reason: Merged
Reply With Quote