1 qasai awaz laga raha tha k taza gosht ha la lo,wahan se mola ALI ka guzar hua to us ne apse bhi yehi kaha k acha gosht ha la len.
mola ALI K.W ne kaha aj mere jaib ijazat nhi dete,is per qasai bola k main apse udhar ker sakta hun. is per ap ne hikmat se labraiz jumla farmaya
"ye udhaar ma apne pait se kyun na ker lun jisko ma jannat ma isse behtar ghiza khila sakta hun". SUBHAN ALLAH
__________________
GEO to aise k sab tumhara ha,MARO to aisa jaise tmhara kuch bhi nhi.
Maza deti han zindagi ki thokerin unko,jinhen NAAM-E-KHUDA le kar sanbhal janey ki adat ho.
|