View Single Post
  #91  
Old Monday, August 29, 2011
Venerated Venerated is offline
Member
 
Join Date: Jul 2011
Posts: 94
Thanks: 201
Thanked 54 Times in 32 Posts
Venerated is on a distinguished road
Default

Quote:
Quran uthane kee baat pe logun kee baaten sunne jaisee hain jaise aaj shaam ko jab main ghar se bahar nikla to her taraf mirza mirza ho rahi thi,, aise main aik banda mila aur us ne kaha ke yaar mirza quran pe haath rakh ke bol raha tha ke maine kabhi 1 rupiya bhi kisi kaa nahin khaya,, tumhain lagta hai ke yeh sahi hoga,, bande ne Quran pe haath rakha hua tha to is kaa matlab bari zimedari se bolna chahiye (us kaa matlab yeh tha ke agar bachpan main kisi chote bache kaa 1 rupiya bhi khaya ho to bhi Quran pe rakha hua haath jhoota to sabit ho jaata hai ),, khair maine to us ko yeh keh ke taal dia ke yaar bare siasatdanun ke 1 rupay kaa matlab hai 1 caror to us ne asal main kisi kaa 1 caror nahin khaya hoga ... laikin is se yeh baat to saabit hai ke Quran-e-Pak kee izzat hamari society main behad ziada hai (dikhawi tor pe, amali tor pe main to maine khud dekha hai ke kis tarah se log Quran pe haath rakh ke bhi jhut bol jaate hain, yaa jaise courts main under oath jhut bol jaate hain ),, is liye Quran-e-Pak ko is tarah siasat main laane kee riwayat daalna achi baat nahin hai...
dear is ne ye b kaha k ye b insan hai aur is se b kai galtiyan ho gai ho gi.
Reply With Quote
The Following User Says Thank You to Venerated For This Useful Post:
mhmmdkashif (Monday, August 29, 2011)