"Jo meri ankh mein rehta tha kajal ki trha,
Aaj kajal jo lgaya to bohat yad aya?
Aahat hui to samjhey k ho gai murad puri,
"darwaza khola" usko na paya to bohat yad aya?
Har waqt rehta tha dil me dharkan ban k,
Aaj pani ban k ankon me aya to bohat yad aya.
Sar-e-sham se muntzir thein uski surat ko nigahen,
Wo rat gay tak na aya to bohat yad aya?
Aaj barson bad roty roty meri ankh lag gai,
Os k khwab ne achanak jo jgaya to wo bohat yad aya.
__________________
CSS 2009, 2010, 2011 Qualifier
|