View Single Post
  #5  
Old Monday, January 02, 2012
gulu gulu is offline
Member
 
Join Date: Sep 2010
Posts: 50
Thanks: 27
Thanked 2 Times in 2 Posts
gulu is on a distinguished road
Default

Quote:
Originally Posted by ravaila View Post
m not sir.. ur sis ok?
@ topic

ek daur tha jb kamyaabi k husool k liye tariq bin ziyaad nay kashitiyan jala dein, khair ud deen bar broosa aur yousaf bin tashfeen nay islam ka alam sar buland kia, muhammad bin qasim nay ek musalmaan beti ki awaaz par labaik kaha ,
lakin aj ye sb tasaweer kahen gum ho gae hain.. kitnay hi aansu raat k andheray main ankhon say girtay hain or zameen mai jazb ho jatay hain ,kitni ki maain, behnain betiyan muhammad bin qasim ko pukaarti reh jaati hain.bhai bhai ka dushman hai.har taraf zulm hai, na-insaafi hai,uryaani aur fahaashi hai.
ek wo daur tha jb bachay masajid main quran e pak ki talawat aur naatain parhtay dekhai detay thay.
jb bacha bolna shuru karta tha tau usay ALLAH hOO, surah ikhlaas,aur inna aataina jesi choti surah yaad karae jaati thein lakin aj k bachay munni , sheila, or razia jesay gaanay gaatay us ki dhun pay naachtay nazar aatay hain...mai sharminda hun es daur ka insaan ho kar
thanks alot dear sister!
yeh kuch poetry ho tou us topic ko suppot karnay k liye tou debate achi banjayegee!
Reply With Quote
The Following User Says Thank You to gulu For This Useful Post:
ravaila (Monday, January 02, 2012)