Quote:
Originally Posted by jahangeerkhan2000
is main kuch lafz mujha samjh nahin aai jaisa ka farhat w nasha is ka kia mutlub ha aur ya aap na kon si hadith sa lia hain
|
Jahangir Khan bhai "Farhat-o-Nishat" ka matlab hy Khushi, Sakoon aur Itmenan
Aur yeh Hadith "Mutifq Aleh" hy matlab iss pay sab ka ittefaq hy koi 2 rawayat nai jin main contradiction ho aur Hadith ki tamam Sahi books main iss ka zikar hy.