mujay be same email aye ha.......chola acha ha is dafa pala he bata diya last time jab mera test clear ho gya aur interview se pala uno na aik bio data form send kiya tha wo fill kar ke email karna tha jab kar diya to almost 1 month bad jab in ko phone kiya to ye he reply tha ke hum remote areas main hiring ni kartay aur ap ka form humary pass save ha main ye sab kuch ap logo ko pela be bata chuka hon... is dafa to din ke time email kar de warna ye aksar raat ko email kartay hain.........
http://www.cssforum.com.pk/other-com...2nd-batch.html