Quote:
Originally Posted by very special 1
bare mahrbani ap mujha 8000 main aik family with just 3 members ka budget bna dain.........i will be really thankfull to u.........
|
I am telling you truth, believe me, hamare ghar pe aik sarkari chokidar hai jo ke qaribi gaun main rehta hai, us ki 2 shaadian aur 18 bache hain
(aik bivi se maximum 17 bache ho sakte hain us ke baad nikah baqi nahin rehta, limit puri kar ke dusri shaadi kar li us ne
).... us ke bete mehnat karte hain,, school nahin jaate, laikin us ki tamam aulad baa akhlaq aur baa kirdar hai aur pura khandan shahana nahin magar khush zindagi guzar raha hai... sab kuch apne ooper hota hai, jo guzara karna chahe woh kisi bhi halat main guzara kar leta hai.