Quote:
Originally Posted by mhmmdkashif
I am telling you truth, believe me, hamare ghar pe aik sarkari chokidar hai jo ke qaribi gaun main rehta hai, us ki 2 shaadian aur 18 bache hain (aik bivi se maximum 17 bache ho sakte hain us ke baad nikah baqi nahin rehta, limit puri kar ke dusri shaadi kar li us ne ).... us ke bete mehnat karte hain,, school nahin jaate, laikin us ki tamam aulad baa akhlaq aur baa kirdar hai aur pura khandan shahana nahin magar khush zindagi guzar raha hai... sab kuch apne ooper hota hai, jo guzara karna chahe woh kisi bhi halat main guzara kar leta hai.
|
respected sir
ap ka ghar ka chukidar ko tu sarkari tankha milti ha.........3000 above ho ge.....i think..........aur woh sakoon ki zindagi guzar raha ha......
mari maid jo mera ghar kam karti ha us ko main 1700 pay karti hoo aur woh us main par sakoon zindagi guzar rahi ha.........mujh sa kam az kam sakoon ki nend suti ho ge..............
but
mera aur us ka koi comparison nahi ha.............mujha mera parents na ghalti sa education da de ha.........jis sa mujh main kuch sufistication aur awarness ae gae ha..........mera kuch living standard ban gaya ha.....aur mujh main kuch aga barhna ki arzoo peda ho gae ha...........aur us ka khamyaza main bhogat rahi ho.......
i think woh govt officer bhi usi education ka kafara ada karta ha...........
regards