View Single Post
  #9  
Old Wednesday, July 18, 2012
mhmmdkashif mhmmdkashif is offline
Senior Member
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason:
 
Join Date: Oct 2006
Posts: 1,549
Thanks: 618
Thanked 1,122 Times in 674 Posts
mhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud of
Default

Quote:
Originally Posted by assassin007 View Post
ahan. . . Grapes are sour. . :P
Arbab Ghulam Rahim yaad aa gaya, jin dino woh CM tha to hamare shahar aaya full protocol ke saath nazim ke elections main, bare road block kiye gaye, pura kaa pura shahar aa gaya dekhne aur us kee taqrir sunne (main khud bhi gaya ). Phir General Elections main dobara aaya jab woh CM nahin raha tha, koi protocol nahin koi road block nahin, aur kisi ko pata bhi nahin laga ke Arbab aaya hua hai shahar main, khud phone kar kar ke logun ko bulata raha . Aam Pakistani logun kee psyche hee aisi hai, jab tak koi gaarion ke kaafle main hooters bajata nahin aata tab tak log us ko kuch samajhte hee nahin, politicians to zahir hai phir logun ko apni taraf attract karne kaa har harba aazmaen ge . kisi shaadi main jahan pe kisi minister yaa politician kee aamad mutawaqa ho to logun ke kaan hooters kee aawaz kee taraf hote hain, aur hooters kee awaz sun ke logun main aik ajeeb see khushi kee lahar dor jaati hai hal chal see mach jaati hai . Jab tak aam logun ke dimagh se state-mania kee bimari nahin nikle gee tab tak yeh itne hee protocols ke saath ghoomte rahen ge
__________________
The precondition for existence of a higher humanity is not the state, but the nation possessing the necessary ability.
Reply With Quote