View Single Post
  #7  
Old Saturday, September 22, 2012
parishey's Avatar
parishey parishey is offline
Member
 
Join Date: Sep 2012
Posts: 36
Thanks: 7
Thanked 20 Times in 14 Posts
parishey is on a distinguished road
Default

Nazer mai Asr-e-Jawan ki bghaawato ka Gharoo
Jiger mai soze-e-rawayat lay kr aya hoon
Jhan-e-teera ki KHamoshio k halkey main
CHaragh-e-harf-0 Hakayat lay kr aya ho
Aj akseriat ka khyal hai k iqbal ka shaheen bey pero o perwaz reh gya hai..is k bazo kat diey gaye hain us ki manzil nashaiman nahi zimeen ki itha ghrai hai mera aj ka mozo-e-sukhan b yehi hai IQBAL KA SHAHEEN HAI PERWZ SEY QASIR....
Hazreen Mehfil
Tundi e bad-e-mukhalif sey na ghabraney wala iqbal ka shaheen kaisey parwaz sey qasir reh sakta hai wo shaheen k jis ko tund-i-mukhalif b uncha auraney k liey chalti hai akhir qkr wo pichey reh sakta hai?
merey wo sathi jo cheekh cheekh kr is bat pey dalail day rehey hai apni mntak sey yea sabit kerna chahtey hain hai k iqbal k shaheen mai sakt-e-parwaz nahi rehi shaid bhool gaye hain k yea iqbal he ka shaheen he hai jo dunia k kam umer tareen IT professional hai yea iqbal ka shaheen he hai jo science k muqbalo mai awal ata hai yea iqbal ka shaheen he hai jo O levels mai record kamyabi hasil kerta hai aur merey mohtram sathio yea iqbal ka shaheen he hia jo ab tak namsayd halat k bawajod zinda hai na sirf zinda hai blkey dunia k her shuba haye zingi mai apna nam paida ker rha hai
Reply With Quote
The Following User Says Thank You to parishey For This Useful Post:
memuna (Saturday, September 22, 2012)